Aloe vera ek aoishadhi poidha hai
Jaisa ki hum jante hai ki duniya me kae per poidhe yaishe hote hai jo ki hamare liye labhkari hote hai. yato kuch yeshe bhi hote hai jishshe hume nukshan bhi hota hai.
Aaj hum
Aloe vera se hone vale kuch phayade ke vishay me bat karege. jishake guno ko janker aap iska labh uathane ki koshish karege to chsliye hum jane
Aloe vera se hone vale labh ko .
Aloe vera ko jab aap dekhege to aapko wo bhar she katedar dikhega lekin wo ander she bahut hi mulayam hota hai. Ise ghritkumari bhi kaha jata hai. Iska shvad mitha ke shath karva bhi hota hai.
Aloe vera juice me Aoishdhiye gun kya hai chaliye jane
Aloe vera ko chamatakari aoishadhi mana jata hai. kyoki iske patto aur jel me vitamine A, vitamine B1, vitamine B2, vitamine B3, vitamine B6, vitamine B12, vitamine C, vitamine E, Folike acide jaishe shabhi jun paye jate hai.
In shamashayao se milegi nijad
1) Agar aapki taucha per kisi bhi praker ki Alergy ho jaye to Aloe vera jel lagane se aapko rahat milati hai aur ager aap Aloe vera jel ka upyog pratidin apne chehare per aur hath aur pair per karte hai to aapka chehara mulayam hoga tatha rang bhi shabh hoga.
2) Suger ke marijo ke liye bhi Aloe vera kaphi phayede mand hua hai. Iske liye aapko rojana khali pet Aloe vera churn ka shevan kerna hoga. Iska sevan karane she aapka suger jald hi kantroal me rhegaa tatha Isse nijad bhi mil shakata hai.
3) Ager aapke ghar me koe chota bachcha hai aur use kabaj ki shikayt hai to usme bhi Aloe vera phaydemand hogaa. 1 chamach Aloe vera ke jush aur thora hing leker use garm ker le use lekar bachche ki nabhi per halka garm rhe to laga de yesha karne she bachche ko shi karne me taklif nahi hogi.
4) Aloe vera ki patityo ko khane se kabj ki shamashaya she rahat milati hai.
5) Aloe vera ke juse me chandan ke paudar ko milaker lgane se chehare ki kil-muhashe khatam ho jati hai.
6) Ager aapko kahi cut jay ya phir jal jay to us jagah per bhi Aloe vera jel maraham ki traha kam kerta hai aur uske nishan ko bhi kam kerta hai.
7) Pratidin Aloe vera jus ko pine se sharir me urja ka shanchar hota hai.
8) Aloe vera me phangsh se larne ki adbhud chamata hoti hai jo Dandrafe ko dur karne me upyogi hai.
9) Aaj kal vajan ghatana ek shamashaya ho gae hai ager aap vajan ghatana chahate hai to rojana Aloe vera ke jus ka sheven kare.
10)
Aloe vera ka jus muha me thori der tak rkhne se muh ke chale aur muh se bahane vale khun ko bhi roka ja shakta hai.
Aloe vera jus me Anti-maecrovael gun hote hai jo dato ko shaph aur jarmfree rakhata hai.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें